jab bhi ye dil udaas hota hai,
jane kon aas paas hota hai.
Sadgi uski madhosh kar jati hai,
bina bole hi wo haal dil ka bayan kar jaati hai
Rangat uske chehare ki kuch ajab hai yaron
uski masumiyat mere dil me utar jaati hai.
